Description
bahut khush hu mai par kahu kya kisi se
ke aankhe chalakne lagi hai khushi se
khushi ka hai mauka magar kya karu mai
khushi ka hai mauka magar kya karu mai
nahi aaj koi khushi ka tarana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana
khushi ka hai mauka magar kya karu mai
nahi aaj koi khushi ka tarana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana
ho hai dil mushkilo se pareshan kitna
hai dil mushkilo se pareshan kitna
nigahe badalna hai asan kitna
bana lo koi khubsurat bahana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana
kisi ne kaha tha kisi se na kahna
kisi ne kaha tha kisi se na kahna
lage chot dil pe to khamosh rahna
sunega to tum par hasega jamana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana
nahi geet lab par duaye hai thodi
nahi geet lab par duaye hai thodi
salamat rahe salamat rahe aap dono ki jodi
nahi koi meri khushi ka thikana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana
khushi ka hai mauka magar kya karu mai
khushi ka hai mauka magar kya karu mai
nahi aaj koi khushi ka tarana
mere aasuo sikh lo muskurana
mere aasuo sikh lo muskurana