Jaam Uthao Jaam

Category:

Song Lyrics

aanka banka tali talaka, halla gulla dhum dhamaka
jaam uthao jaam, jaam uthao jaam  
aaj ka din hain tumhare naam, aaj ka din hain tumhare naam 

do patte hain anaaro ke, do patte hain anaaro ke 
budho pe jawani aa gayi, aaye din hain bahaaro ke 
sada na baagi koyal bole 
sada na baagi koyal bole, sada na bagte aam 
aaj ka din hain tumhare naam, aaj ka din hain tumhare naam 

beda ishq ka paar ho gaya, beda ishq ka paar ho gaya 
gale se lagaya yaar ne sachche rab ka deedar ho gaya 
yaar nahi to pyar nahi hain
pyar nahi to yaar nahi hain, yaari apna kaam
aaj ka din hain tumhare naam, aaj ka din hain tumhare naam 

pyar hain mandir, pyar hain musjid, pyar hain tabakashi 
are yaar bina sab jag andhiyara kaisi punarmashi 
hey ishq mushq na chukte yaaro, na hi phul gulabi 
are jisko chadhe sharab ishq ki vo hain atal sharabi 
do tara ne ishq liya, tara ne ishq liya
asa teri nabaj padhi tenu marda ne ishq diya 
yaar ab kisi ka is duniya me 
yaar ab kisi ka is duniya me ishq na ho nakaam 